Deen ki Baat Dhyan se Sunen


Narrated Abdullah ibn Abbas RadiyAllahu Anhu: The Prophet (Sallallahu Alaihi Wasallam) said: "You hear (from me), and others will hear from you; and people will hear from them who heard from you."
[Sunan Abi Dawud :: Book 25 :: Hadith 3651, 3659]
Urdu Translation: Hazrat ibn Abbas RadiyAllahu Anhuma se Riwayat hai ke Nabi Akram Sallallahu Alaihi Wasallam ne Irshad Farmaya: "Aaj Tum mujh se Deen ki baten sunte ho, Kal tum se Deen ki baten suni Jayengi, phir un logon se Deen ki baten suni jayengi Jin logon ne tum se Deen ki baten suni thin."
(Lehaza tum khoob dhyan se suno aur us ko apne baad walon tak pohnchao, phir wo log apne Baad walon tak pohnchayenge aur ye silsila chalta rahe).
[Urdu Ref :: Sunan Abu Dawood :: Vol. 3 :: Hadith 260]

Comments

Popular posts from this blog

Logon ki Baten Chup kar Sunne Wala

Jayez aur Halal Mohabbat ka Izhar!

Jismani Dard se Najat ka Nabwi Nuskha