Khawateen Bagair Mahram ke Safar na Karen


Narrated Ibn `Abbas RadiyAllahu Anhu: The Prophet (Sallallahu Alaihi Wasallam) said: "A woman should not travel except with a Dhu-Mahram (her husband or a man with whom that woman cannot marry at all according to the Islamic Jurisprudence), and no man may visit her except in the presence of a Dhu-Mahram."
[Sahih Bukhari :: Vol. 3 :: Book 29 :: Hadith 85, 1862]
►Urdu Translation: Hazrat Ibn Abbas RadiyAllahu Anhuma se Riwayat hai ke Nabi Akram Sallallahu Alaihi Wasallam ne Irshad Farmaya: "Koi Aourat apne Mahram Rishtedaar ke bagair Safar na kare aur koi Shaks kisi Aourat ke paas us waqt tak na jaye Jab tak wahan us ka Mahram Rishtedaar Maojood na ho."
[Urdu Ref :: Sahih Bukhari :: Vol. 3 :: Hadith 1862]
●◗► Aourat ke liye 48 Mile ya 78 (kilometer) ka safar Bagair mahram ke karna Sakht gunah ki baat aur Na jayez Aml hai, Agar 48 Mile se km safar karna ho tab bhi Mahram ke bagair jana behtar nahi.

Comments

Popular posts from this blog

Logon ki Baten Chup kar Sunne Wala

Jayez aur Halal Mohabbat ka Izhar!

Jismani Dard se Najat ka Nabwi Nuskha