✦.........♥ Farz Namaz Ke Baad Masnoon Dua ♥.........✦
One day the Prophet (Sallallahu Alaihi Wasallam) took Mu`adh ibn Jabal's RadiyAllahu Anhu hand and said to him, "O Mu`adh, I love you." Mu`adh responded, "May my father and mother be sacrificed for you, O Messenger of ALLAH (Sallallahu Alaihi Wasallam), I love you (too)." Then the Prophet (Sallallahu Alaihi Wasallam) said, "I advise you, O Mu'adh, say at the end of every prayer:
'Allahumma a'inni 'ala dhikrika wa shukrika, wa husni 'ibadatika,' ('O ALLAH , help me in remembering You, in giving You thanks, and worshipping You well').
●═════════════════◄►════════════════●
Urdu Translation: Hazrat Mu’adh bin Jabal RadiyAllahu Anhu farmate hain ke RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne un ka hath pakad kar farmaya: "Aye Mu’adh! Main tum se Mohabbat karta hun." Hazrat Mu’adh RadiyAllahu Anhu ne Arz kiya: (Ya RasoolAllah!) Mere Maa Baap aap par Qurban hon main bhi Aap se Mohabbat karta hun, Phir Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne irshad farmaya: "Aye Mu’adh! Main tumhen Nasihat karta hun ke har Namaz ke Baad ye dua har giz na chhorrna:
'Allahumma a'inni 'ala dhikrika wa shukrika, wa husni 'ibadatika,' (Tarjumah: "Aye ALLAH ! Apne Zikr, Shukr aur Acchi Tarah Ibadat ki Adayegi mein Meri Madad Farma)."
[Sahih Ibn Hibban 2021, Sunan Abi Dawud 1522, Sunan an-Nasa'i 1303]
Comments
Post a Comment